Kuch Bhi ho Jaaye Lyrics
Title : Kuch Bhi Ho Jaaye
Singer : B Praak
Music : Arvinder Khaira
Featuring : B Praak
Main baarish ka mausam hoon
Tujhe ek din bhaunga..
Ho do din deke khushiyaan
Hashar tak le aauga..
Main barish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna..
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna..
Ho akhiyaan hogi teri
Phir paani ka jharna..
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna..
Tumne sudhaara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya..
Hum to kabhi na the yun bewafaa
Par tumne bana diya..
Tumne sudhaara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya..
Hum to kabhi na the yun bewafaa
Par tumne bana diya..
Ho Jaani kolo door reh tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jaawan
Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna..
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna..
Ho akhiyaan hogi teri
Phir paani ka jharna..
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna..
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Soch tere baare junun mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jata hai
Ho pata nai kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna
Ho akhiyaan hogi teri
Phir paani ka jharna..
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna..



Comments
Post a Comment