Dil Ko Karaar Aaya Lyrics
Title : Dil Ko Karaar Aaya
Singer : Neha Kakkar & Yasser Desai
Music : Rajat Nagpal
Lyrics : Rana
Featuring - Sidharth Shukla & Neha Sharma
Dua bhi lage na mujhe..
Dawa bhi lage na mujhe..
Jabse dil ko mere tu laga hai..
Neend raaton ki meri..
Chaahat baaton ki meri..
Chain ko bhi mere tune yun thaga hai..
Jab saansein bharoon main band
Aankhein karun main..
Nazar tu yaar.. aaya
Dil ko karaar aaya.. 💝
Tujhpe hai pyaar aaya..💝
Pehli pehli baar aaya..💝
Oo yaara... 😍
Dil ko karaar aaya.. 💝
Tujhpe hai pyaar aaya..💝
Pehli pehli baar aaya..💝
Oo yaara... 😍
Har roz puchhein.. yeh hawayein..
Hum to bata ke haare..
Kyun zikr tera karte hain
Humse taare..
Har roz poochhein yeh hawayein..
Hum to bata ke haare..
Kyun zikr tera karte hain
Humse taare..
Ab se hain tere inn
Hothon pe mere izhaar aaya.. yaara..
Dil ko karaar aaya.. 💝
Tujhpe hai pyaar aaya..💝
Pehli pehli baar aaya..💝
Oo yaara... 😍
Dil ko karaar aaya.. 💝
Tujhpe hai pyaar aaya..💝
Pehli pehli baar aaya..💝
Oo yaara... 😍
To all Shuklaji's fan and Neha Sharma's fan:
Some of the beautiful stills from the video are there for you. Fall in Love with the duo.



Nice bro!!!
ReplyDelete